Testi musica canzoni
Testi musica cantanti italiani gratis
Testi Drafi Deutscher - E Phoolon Ki Rani
Testi-musica-canzoni.it > Testi lettera D > Drafi Deutscher > Unknown - E Phoolon Ki Ranie phoolon ki rani
baharo ki malika
tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai na hum hosh me hai
najar ka milana gajab ho gaya
tere hoth kya hai
gulabi kanwal hai
ye do pattiya pyar
ki ik ghazal hai
wo najook labo se
muhabbat ki bate
hami ko sunana gajab ho gaya
e phoolon ki rani
baharo ki malika
tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai na hum hosh me hai
najar ka milana gajab ho gaya
fizao me thandak
ghata par jawani
tere gesuon ki
badi meherbaani
har ik pench me
saikado maikade hai
tera ladkhadana gajab ho gaya
e phoolon ki rani
baharo ki malika
tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai na hum hosh me hai
najar ka milana gajab ho gaya
kabhi khul ke milana
kabhi khud jhizakana
kabhi raasaton par
bahekana machalana
wo palakon ki chilman
uthakr girana girakar uthana gajab ho gaya
e phoolon ki rani
baharo ki malika
tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai na hum hosh me hai
najar ka milana gajab ho gaya
- Burns Robert - Blythe Was She
- Missy Elliott - Stickin' Chickens
- 10 Petits Indiens - Pondicherry
- Perry Como - While Were Young
- Fountains Of Wayne - Hey Julie
- ABC - The Power Of Pesuasion
- The Hollies - Relax
- Frank Sinatra - One Note Samba (Samba De Uma Nota So)
- Silvio Rodriguez - Canción En Harapos
- Janis Joplin - Road Block ( in album Monterey International Pop Festival )
- Temple Shirley
Nome Album : Poor Little Rich Girl (1936 - The Badless
Nome Album : unknown - Buonocore Nino
Nome Album : La Naturale Incertezza Del Vivere - The Dave Clark Five
Nome Album : Non Album Tracks - Phil Vassar
Nome Album : Phil Vassar